Mujhe apne hi haal ma rehna do
Ab apni hi baat ko kehna do
Khabi dasht khabi sehra ghooma hu mai
Safar e hayat ab sab ko sunana do...
Zamana ki uljanoo se nikla hu ab...
Manzil ka raasta sab ko batana do
Fikr e hayat khatam kar gai hum ko..
Guzre waqt ka kissu ko sunana do...
Na asmaan na zameen na sath diya...
Ab apne samna dil ki bat rakhna do...
Muskil ma mila na koi sahara hum ko...
Firaq ka aansu ki rodad ab sunana do..
Ghum e zindigi ne kis tarah sataya humko
Bacha nhi ab tumhe kuch batana ko
Hazaron ghum thy na mili fursat khabi...
Aata jo tumhara sath gila karna ko
Zaib tan kafn hu na ana pas mere...
Ishq ki aag se khud ko jalana do...
Na bahao aansu apni palkon se ab
Behshat meri laash ko dafnana do
Comments
Post a Comment