Skip to main content

Posts

Showing posts from August, 2022
Mujhe apne hi haal ma rehna do Ab  apni  hi  baat   ko    kehna do Khabi dasht khabi sehra ghooma hu mai Safar e hayat ab sab ko sunana do... Zamana ki uljanoo se nikla hu ab... Manzil ka raasta sab ko batana do Fikr e hayat khatam kar gai hum ko.. Guzre waqt ka kissu ko sunana do... Na asmaan na zameen na sath diya...  Ab apne samna dil ki bat rakhna do... Muskil ma mila na koi sahara hum ko... Firaq ka aansu ki rodad ab sunana do.. Ghum e zindigi ne kis tarah sataya humko Bacha nhi ab tumhe kuch batana ko Hazaron ghum thy na mili fursat khabi...  Aata jo tumhara sath gila karna ko Zaib tan kafn hu na ana pas mere...  Ishq ki aag se khud ko jalana do...  Na bahao aansu apni palkon se ab Behshat meri laash ko dafnana do